Posts

Showing posts from November, 2019

Nazar ki Dua

Image
Jab kisi insan ko buri nazar lagti hai to uska ghar aur pariwar puri tarah se barbad ho jata hai. Jab humare dushman ki nazar ya humse jalne wale kisi bure insane ki buri nazar ka saya humare ghar aur pariwar par padta hai tab hum barbadi ki kagar par aa jate hai. Agar waqt rahte hum is pareshani ka ilaj karein to hum iske bure asar se bach sakte hai, lekin jyadatar log is par dhyan nahin dete hai aur bad me unki halat bad se battar ho jati hai. Nazar ki dua is pareshani ka ek bahut hi asardar upay hai. Nazar ki dua aapko na sirf aapke dushman ki buri nazar se bachaegi balki ye aapke karobar mein barkat banaye rakhne mein bhi  madad karegi. Jab appke ghar mein koi bacha paida hota hai tab kai log aapki khushiyon ko kahrab karne ki koshish mein hote hain aur unki buri nazar aapke bache par hoti hai. Agar aap apne bache ko buri nazar se bachana chahte hai to nazare bad ki dua kar sakte hai. Jab aap is dua ko apne pure dil se karoge to Allah aapke bache par se sare bure saye